Tuesday, July 26, 2011

Dil Lena Khel Hain Dildaar Ka

(dil lena khel hai dildaar ka 
bhule se naam na lo pyaar ka 
pyaar bhi ruutha yaar bhi ruutha 
dekho mujhko dilawaalon ha 
khaaya hai dhokha ho maine yaar kaa)  -2 

vaadon pe inke na jaana 
baaton mein inki na aana 
are, vaadon pe inke na jaana 
baaton mein inki na aana 
inki mithi baaten ye matvaali aankhein 
zehar hai pyaar ka 
dil lena khel hai ... 

inpe jawaani luta do 
ya zindgaani luta do 
are, inpe jawaani luta do 
ya zindgaani luta do 
are kuch bhi kar deewane rahenge ye anjaane 
rona hai bekaar ka 
dil lena khel hai ...

No comments:

Post a Comment