Showing posts with label AAMIR. Show all posts
Showing posts with label AAMIR. Show all posts

Sunday, July 31, 2011

Phans Gaya Never Mind

Ooo….Never Mind..Na Na Na Never Mind

Takdheer Daudthi Raftaar Mein
Patri Pe Waqt Ki Gaddar Mein
Hairath Ki Mazar Yeh Dikhlathi Hai
Aapas Mein Jab Bhi Yeh Takraathi Hai
Kya Tune Socha Tha, Yun Hoga Hogaya
Pinjare Mein Yun Dhakhil, Tu Hoga Hogaya
Phas Gaya…. Phas Gaya
Oooo Never Mind
Phas Gaya… Phas Gaya
Oooo Never Mind

Haara Haara Aamir

Basher Basher Har Dagar Dagar Par…Dagar Dagar ParDagar Dagar Par
Bikhar Bikhar Kar, Umar Umar Par.Umar Umar Par.Umar Umar Par
Haara..Haara Haara..Haara
Hasthey Dundhlaayein…..
Haara…Haara…Haara..
Na Kahin Mit Jaaye

Ha Reham Farmaaye Khuda Mehfuz

Allah...........................
Aani Jaani Hai Kahani,
Bulbule Si Zindagani
Banthi Kabhi Bigadthi
Tez Hawa Se Ladthi Bidthi
Ha Reham Ha Reham Farmaaye Khuda
Ha Reham Ha Reham Farmaaye Khuda
Mefuz Har Kadam Karna Eh Khuda Eh Khuda
Mefuz Har Kadam Karna Eh Khuda Eh Khuda…..

Allah...........................

Ek Lau Is Tarah Kyun

Gardishon Mein Rehthi,
Rehthi Guzar Thi
Zindagi Aahein Kithni
In Mein Se Ek Hai,
Teri Meri Aakhari
Koi Ek Jaisi Apni..

Par Khuda Kheir Kar Aisaa Anjaam Kisi Rooh Ko Na De Kabi Yahaan..
Gujha Muskuratha Hai Kyun Waqth Se Pehle Kyun Chodd Chala Tera Ye Jahaan

Ek Lau Is Tharah Kyun Bhuji Mere Maula
Ek Lau Zindagi Ki Maula

Chakkar Ghumyo

Are Chalthe Chalthe Hai Hai,
Hallu Hallu Daaiy Baaiy Hooo
Are Dekho Aaye Bhaaye Saai,
Zindagi Ki Ghaai Ghaai Ohhh
Are Nikle The Kahan Ko,
Aur Kidar Ko Aaye
Chakkar Ghumyo….Chakkar..Chakkar….Chakkar..Chakkar
Palle Kuch Pade Na,
Koi Samjhaye Chakkar Ghumyo
Chakkar..Chakkar…Chakkar

Are Ghumyo Re..Ghumyo Chakkar Ghumyo
Are Ghumyo Re..Ghumyo Chakkar Ghumyo..Chakkar..Chakkar