Bahut Hasiin Hain Tumhaarii Aankhein Kaho To Main Inase Pyaar Kar Luun
Badaa Hai Dhokhaa Terii Nazar Mein Main Kis Tarah Aitabaar Kar Luun
Ye Bhiinii Bhiinii Havaa Kii Kushbuu Mahak Hai Tere Hii Tan Badan Kii
Sambhal Ke Bolo Chatak Naa Jaaye Koii Navelii Kalii Chaman Kii
Merii Kalii Tum Agar Kaho To Main Zindagii Ko Bahaar Kar Luun
Bahut Hasiin Hain ...