Showing posts with label AAKHRI DAAO. Show all posts
Showing posts with label AAKHRI DAAO. Show all posts

Saturday, July 30, 2011

Woh Chaand Muskaaya, Sitaare Sharmaaye

Woh Chaand Muskaaya, Sitaare Sharmaaye
Hamaara Bhi Dil Na Machalane Lage
Jo Haath Mein Hamaare Yeh Haath Hai Tumhaara
Diye Se Nigaaho Mein Jalane Lage
Woh Chaand Muskaaya

Tujhe kya sunoon ai dilruba

tujhe kyaa sunaoon ai dilarubaa
tere saamane meraa haal hai
terii ik nigaah kii baat hai
merii zindagii kaa savaal hai

Tu Hi Aake Sambhaal Ise

Na Se Ha Mat Kar Nasihat, Kya Mujhe Suljhaaye Hai
Nekobat Sulajhe Nahi Jab Dil Kahi O Aa Jaaye Hai
Kya Bataaye Ishq Jaalim Kya Kayaamat Dhaaye Hai
Yuun Samajha Lo Jaise Dil Sine Se Nikala Jaaye Hain
Tu Hi Aake Sambhaal Ise, Yeh Dil Mere Bas Mein Nahi - (2)
Haay Bas Mein Nahi Ji Mere Bas Mein Nahi - (2)
Tu Hi Aake Sambhaal Ise, Yeh Dil Mere Bas Mein Nahi - (2)

Na Darr Sanam Laga Bhi Le

(Na Darr Sanam Laga Bhi Le
Ke Teri Jindagi Ka Hai Yeh Aakhari Daanv, Aakhari Daanv) - (2)
Na Darr Sanam, Yeh Laga Bhi Le

Idhar To Haath La Pyare

(Idhar Toh Haath La Pyaare, Dikhaau Din Ko Bhi Taare
Likha Hai Kya Lakiro Mein Fakiro Se Sun Jaa Re) - (2)
Idhar Toh Haath La Pyaare

Likha Hai Tujhko Toh Kisi Se Ulfat Hai
Magar Uss Jaalim Ko Tujhse Nafarat Hai
Woh Chaahe Auro Ko Yeh Teri Kismat Hai
Yeh Jaalim Pyaar Dikhalata Hai Kya Kya Najaare
Idhar Toh Haath La Pyaare, Dikhaau Din Ko Bhi Taare
Likha Hai Kya Lakiro Mein Fakiro Se Sun Jaa Re
Idhar Toh Haath La Pyaare

Hamsafar Saath Apana Chhod Chale

Rafi: hamsafar saath apnaa chhod chale
rishte naate who saare toD chale

Aasha: hamsafar saath apnaa chhod chale
hamsafar saath….

Haay Uanki Woh Nigaahein

(Haay Uanki Woh Nigaahein, Dil Dekhe Jinati Raahein
Koyi Unase Jaake Puchhe Hum Kyun Na Unhein Chaahe) - (2)
Haay Uanki Woh Nigaahein, He He He......