Showing posts with label AADMI KHILONA HAI. Show all posts
Showing posts with label AADMI KHILONA HAI. Show all posts

Wednesday, July 27, 2011

Bahut Jatate Ho Chah Humse

O O O .....
Ho Ho Ho ....
Bahut Jatate Ho Chah Humse - 2
Karoge Kaise Vivah Humse
Aye Dil - 8
Kasam Khuda Ki Yahi Kahunga - 2
Tumhare Bin Main Na Jee Sakunga
Aye Dil - 8

Yeh Dard Kya Hain Karaar Kya Hain
Tumhe Pata Hain Yeh Pyar Kya Hain
Deewana Pan Hain Deewangi Hain
Suna Hain Maine Yeh Bekhudi Hain
Wafa Ki Raaho Mein Jalna Hoga
Kahi Gire Toh Sambhalna Hoga
Sulagte Sholo Pe Main Chalunga - 2
Wafa Ke Rango Me Rang Lunga
Aye Dil - 8

Mat kar itna garoor

Pankaj - Mat Kar Itna Garoor Surat Pe Ai Hasina.
Mat Kar Itna Garoor Surat Pe Ai Hasina.
Teri Surat Pe Nahin Hum To Teri Saadgi Pe Marte Hain.
Teri Surat Pe Nahin Hum To Teri Saadgi Pe Marte Hain.

Jis Dard Se Tum Humko

Ho Ho Ho...
Sajna Mere Sajna O O O O...
Bulbul Ne Bhi Yu Gul Ko Pukara Nahi Hoga
Jis Dard Se Hum Tumko Diya Karte Hain Awaaz
Bechain Moghabbat Ka Kya Khub Hain Andaaz - 2
Jis Dard Se Tum Humko Diya Karte Ho Aawaz - 2
Bulbul Ne Bhi Yu Gul Ko Pukara Nahi Hoga
Jis Dard Se Hum Tumko Diya Karte Hain Awaaz

Aadmi Khilona Hain

Raatein Dhalti Nahin
Din Bhi Nikalta Nahin
Uski Marzi Bina Patta Hilta Nahi
Rab Jo Chahe Wahi Toh Hona Hain
Aadmi Khilona Hain - 2
Rab Jo Chahe Wahi Toh Hona Hain - 2
Aadmi Khilona Hain - 2