Showing posts with label AAH. Show all posts
Showing posts with label AAH. Show all posts

Friday, July 29, 2011

Yeh Shaam Ki Tanhaiyan

Yeh Shaam Ki Tanhaiyan, Aise Main Tera Gham (2)
Patte Kahin Khadke Hawa, Aayi To Chaunke Ham (2)
Yeh Shaam Ki Tanhaiyan, Aise Main Tera Gham

Sunte The Naam Jinka

( Sunte The Naam Ham Jin Kaa Bahaar Se
Dekhaa To Dolaa Jiyaa Jhoom Jhoom Ke ) -2

Raja Ki Aayegi Baaraat

Raja Ki Aayegi Baaraat Rangili Hogi Raat
Magan Main Nachoongi Ho Magan Main Nachoongi

Raja Ki Aayegi Baaraat ....

Raat Andheri Door Saveraa

( Raat Andheri Door Saveraa
Barbaad Hai Dil Meraa O.. ) -2

( Aanaa Bhi Chaahein Aa Na Sake Ham
Koi Nahin Aasaraa ) -2
Khoyee Hai Manzil Rastaa Hai Mushkil
Chaand Bhi Aaj Chhupaa, Ho..
Raat Andheri Door Saveraa
Barbaad Hai Dil Meraa O..

Jo Main Jaanti Un Ke Liye

Jo Main Jaanti Un Ke Liye -2
Mere Dil Mein Kitnaa Pyaar Hai
Itnaa Pyaar Main Karti Kyon
Ho, Itnaa Pyaar Main Karti Kyon, Jo Main Jaanti Un Ke Liye

Jhanan Jhanan

Jhanan Jhanan Jhanan Jhanan Ghungharvaa Baaje -2
Aayee Hoon Main Sajke, Kamar Mori Lachke
Ye Nain Bhare Ras Ke
Jhanan Jhanan Jhanan Jhanan Ghungharvaa Baaje -2

Jaane Na Nazar

(Jaane Na Nazar Pehachaane Jigar
Ye Kaun Jo Dil Par Chhaya
(Mera Ang Ang Muskaya)) - 2

(Aawaaz Ye Kiski Aati Hai
Jo Chhed Ke Dil Ko Jaati Hai ) - 2
Main Sun Ke Jise Sharmaa Jaaun
Hai Kaun Jo Mujh Mein Samaya
Mera Ang Ang Muskaya - 2

Choti Si Ye Zindgaani Re

(Chhoti Si Ye Zindgaani Re, Chaar Din Ki Javaani Teri
Haay Re Haay
Gham Ki Kahaani Teri ) -2

Aaja Re Ab Mera

(( Aa Jaa Re )- 2, Ab Meraa Dil Pukaaraa
Ro Ro Ke Gam Bhii Haaraa
Badanaam Naa Ho Pyaar Meraa, Aa Jaa Re.. )- 2