Showing posts with label AADAT. Show all posts
Showing posts with label AADAT. Show all posts

Wednesday, July 27, 2011

Rangon Mein Khwaab Mein

Rangon Mein Khwaab Mein Ham Sabhi
Nainan Mein Hothiyan Tum Jo Kabhi
Zindagi Zara Tu Jhoom Le
Apane Gird Zara Tu Jhoom Le
Baant Le Saari Khushiyaan
Bhula De Saare Gam
Rangon Mein Khwaab Mein Ham Sabhi
Nainan Mein Hothiyan Tum Jo Kabhi
Aa~ ...

Maana Bikhara Hoon Main Abhi

Maana Bikhara Hoon Main Abhi
Maine Khwaab Biroye Hai
Teri Saanson Mein Goom Hoon Abhi
Meri Chahat Adhoori Hai

Ek Din Aayega

Teri Aankhen Ab Hongi Na Kabhi Nam
Tu Jo Dekh Le Toh Bhula Du Main Saare Gam
Tu Jo Chahe Toh Badlega Mausam
Yeh Jo Pal Hain Inhe Khushiyon Se Bhar Lo Tum
Woh Beete Din Unhe Yaad Phir Se Kar Lo Tum
Tu Jo Chahe Toh Badlega Mausam
Ke Dil Tu Rona Nahi
Yeh Khwaab Adhooren Nahi
Yeh Armaan Saaye Tere
Honge Poore Kabhi
Ek Din Aayega Tu Yun Gaayega
Aa Aa Aah ~...

Dil Haare Pukaare

Aankhon Se Jab Bhi Ho Teri Aankhen Judaa
Mann Se Jab Bhi Ho Tera Mann Khafaa
Toh Jee Pukaare Pukaare Tujhe
Mann Ghabraaye Bulaaye Tujhe
Ke Dil Haare Pukaare Tujhe
Man Jaa Re Manale Mujhe
Sun Pyaare Laga Le Gale
Kho Jaa Re Ugale Savere