Showing posts with label AAP MUJHE ACHCHE LAGNE LAGE. Show all posts
Showing posts with label AAP MUJHE ACHCHE LAGNE LAGE. Show all posts

Tuesday, August 2, 2011

We Wish You A Great Life

(We Wish You A Great Life
A Great Life, A Great Life) - 2
(I Promise You A Great Life
I Want You To Be My Wife) - 2
Life Life
Wife Wife
Life Life
Wife Wife
(Thank You Thank You Thank You
Sandy, Madhu, Chintu) - 2
Thank You For Great Life - 2
(Maine Socha Na Tha Jitna
Mujhe Pyaar Mila Hai Utna
Yeh Tum Jaano Ya Main Jaanoon
Ab Saara Jahan Hai Apna) - 2

Tum To Saagar Jaisi

(Tum To Saagar Jaisi Lag Rahi Ho
Mere Dil Mein Pyaas Hai) - 2
Kya Pyaas Hai, Ehsaas Hai
Khulke Yeh Batlaaiye
Hum To Bahut Naadaan Hai
Kuch Aap Samjhaaiye
Tum To Saagar Jaisi Lag Rahi Ho
Mere Dil Mein Pyaas Hai
Kya Pyaas Hai, Ehsaas Hai
Khulke Yeh Batlaaiye
Hum To Bahut Naadaan Hai
Kuch Aap Samjhaaiye

O Re Gori

(O Ri Gori, Chalo Ri Chori Chori
Milan Rut Aayi Re) - 2
Kaisi Baandhi Yeh Nainon Ki Dori
Baji Shehnaayi Re
O Ri Gori
O Ri Gori, Chalo Ri Chori Chori
Milan Rut Aayi Re

Meri jaan, meri jaan

Meri Jaan, Meri Jaan, Meri Jaan
Yeh Duniya Apni Duniya
Duniya Yeh Pyaar Ki Duniya
Yeh Khulke Vafa Karti Hai
Sachche Ikraar Ki Duniya

Kuch Hum Mein Aisi Baatein Hain

Kuch Hum Mein Aisi Baatein Hain
Voh Sab Mein Hain Kahan
Jeetenge Yeh Jahan, Jeetenge Yeh Jahan
Wo Ho Ho Ho
Haathon Ki Dono Mutthi Mein Rakhte Hain Do Jahan
Hum Aise Hai Jawan, Hum Aise Hai Jawan
Ho Ho Ho Ho
(Hum Seedhe Chalne Waale Sab Tede Logon Ko
Seedhi Raah Pe Laate Hai) - 2

Hawaon Ne Yeh Kaha

Nahin Marna Ganwara Pyaar Mein Tumse Yeh Kehna Hai
Tumhe Bhi Zinda Rehna Hai Mujhe Bhi Zinda Rehna Hai

Kabhi Aasaan Kabhi Mushkil, Ajab Hai Pyaar Ki Raahen
Magar Jo Pyaar Karte Hain, Kabhi Bharte Nahin Aahein

Aap Mujhe Achche Lagne Lage

Mohabbat Ki Haseen Shuruaat Ho Gayi - 2
Meri Duniya, Mere Sapne Ab Sajne Lage
Ke Aap Mujhe Achchhe Lagne Lage - 3
Manzilen Hain Nayi, Raastein Hain Naye - 2
Hum Zameen Se Aasmaan Tak Ab Udne Lage
Ke Aap Mujhe Achchhe Lagne Lage - 3