jalataa hain jiyaa meraa, bheegee bheegee raaton me
aajaa goree, choree choree, ab to rahaa naheen jaaye re
gulaabee ye pyaale, hain teere hawaale
too bhee dil kee lagee ko boozaa le
fir naa aaye, kabhee ayesee raat
pilaayee hain tum ne, jo pyaase kaa shabanam
dil ke shole, bhalaa kaise ho kam
ban ke baadal karo barasaat
Showing posts with label ZAKHM. Show all posts
Showing posts with label ZAKHM. Show all posts
Tuesday, July 26, 2011
Jalataa Hain Jiyaan Mera
Aao Tumhe Chaand Pe Le Jayee
Aao Tumhe Chand Pe Je Laye
Pyaar Bhare Sapne Sajaye
Chota Sa Bangala Banaye
(Ek Nai Duniya Basaye) - 2
Aao Tumhe Chand Pe Je Laye
Pyaar Ki Hai Duniya
Door Aasmaan Pe
Milke Na Bechede
Koi Waha Pe
Bhi Ek Dagar Hai
Aisa Bhi Ek Nagar Hai
Aao Tumhe Chand Pe Je Laye
Gum Jahan Soye
Aur Khushi Jage
Aaj Ki Hai Manzil
Taaro Se Aaghe
Dil Waha Roote Nahi Hai
Aashu To Hote Nahi HaiRaat saari beqaraari
(Raat Saari Beqaraari Mein Guzaari, Sau Dafa Darwaaze Pe Gayi
Haan Sau Dafa Darwaaze Pe Gayi) -2
Tu Na Tha, Waha Khadi, Ghadi Ghadi Yaad Thi Teri
Raat Saari Beqaraari Mein Guzaari, Sau Dafa Darwaaze Pe Gayi
Haan Sau Dafa Darwaaze Pe Gayi
Odhh Lun Pyaar Tera, Pahen Lun Main Pyaar Tera, Phir Sanam Aana -2
HoĆ¢€¦Isse Pehele Nahi, Thhahere Rehna Wahin
Aaja Na Abhi Nahi, Abhi Nahi, Jab Main Kahun
Raat Saari Beqaraari Mein Guzaari, Sau Dafa Darwaaze Pe Gayi
Haan Sau Dafa Darwaaze Pe Gayi
Maa Ne Kaha Mujhse Sada
maa ne kahaa mujhase sadaa
tuu phuul meraa meraa chaand hai
naa chaand naa phuul huun
raste kii main dhuul huun
ta raa raa aa aa aa
la la laa la laa
o o o laa laa la laa
la la laa laa la laa laa
o o o
la la laa laa la laa laa
Padh Likh Ke Bada Hoke
(padh-likh ke bada ho ke tu ek kitaab likhana
apane savalon ka tu Kud hi javaab likhana ) - 2
aa aa aa
haathon se jinakaa daaman ek din hai chhuut jaanaa
taaron ke duubate hii jinako hai tuut jaanaa
ye aankhein dekhatii hain kyuun aise kvaab likhanaa
apane savaalon kaa tuu kud hii javaab likhanaa
Hum yaha, tum yaha (Male)
(Hum yaha, tum yaha, dil jawaan woh sama
Lekin kaha, shuru shuru ke pyaar ka
Phir se chalo, churaaye dil yaar ka) -2
Hum yaha, tum yaha
Phir ho wohi baatein, phir ho wohi raatein -2
Phir wohi rat jage, phir wohi bechainiyaan
Hum yaha, tum yaha, dil jawaan woh sama
Lekin kaha, shuru shuru ke pyaar ka
Phir se chalo, churaaye dil yaar ka
Hum yaha, tum yaha (Female)
(Hum yaha, tum yaha, dil jawaan woh sama
Lekin kaha, shuru shuru ke pyaar ka
Phir se chalo, churaaye dil yaar ka) -2
Hum yaha, tum yaha
Nikle zara gharse, phir woh ghata barse -2
Aag ye phir lage, phir uthhe dilse dhuwa
Hum yaha, tum yaha, dil jawaan woh sama
Lekin kaha, shuru shuru ke pyaar ka
Phir se chalo, churaaye dil yaar ka
Gali Mein Aaj Chaand Nikla
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Jaane kitne dinon ke baad gali mein aa chaand nikla - 2
Gali mein aa chaand nikla - 2
Tum aaye to aaya mujhe yaad, gali mein aa chaand nikla
Yeh naina bin kaajal tarse
Baara mahine baadal barse
Suni rab ne meri fariyaad
Subscribe to:
Posts (Atom)