raat kaa samaa, zoomei chandrmaa
tan moraa naache re, jaise bijureeyaan
dekho, dekho, dekho, hoo nadee pyaar kee
suno, suno, suno, baandhe main naa bandhee
mai alabelee, maan lo badee jiddee, maane muz ko jahaan
naachoo, naachoo, naachoo, moranee baag kee
doloo, doloo, doloo, hiraneeyaa madabharee
ghoonghar baaje, chhamaachham ghoonghar baaje, aarajoo hain jawaan
Showing posts with label ZIDDI(OLD). Show all posts
Showing posts with label ZIDDI(OLD). Show all posts
Tuesday, July 26, 2011
Hindi Song Lyrics of Raat Ka Sama
Hindi Song Lyrics of Jaane Yeh Mausam
male: mein tere pyaar mein kya kya na bana-2 dilber
jane yeh mausam-2
female: mein ghata pyaar bhari tu hai mera badal
jane yeh mausam-2
male: hai mein tere pyaar mein kya kya na bana dilber
jane yeh mausam-2
male: tu hai meri bansi mein hoon tera kanah
tu hai meri bansi mein-2 mein hoon tera kanah
female: tera mera pyaar hai sadiyoon purana
male: dil ke har taar mein hai rag tera humdum
jane yeh mausam-2
female: mein ghata pyaar bhari tu hai mera badal
jane yeh mausam-2
Hindi Song Lyrics of Duniya Bananewale Sun Le Meri Kahani
duniya bananewale sun le meri kahani
roye meri mohabat tadpe meri jawani
pyar ki aag mein tan badan jal gaya-2
jane phir kyun jalati hai duniya muje-2
pyar ki aag mein tan badan jal gaya
mein to rota phiroon badaloon ki tarah
thandhi aahe bheroon pagloon ki tarah
mein to rota phiroon badaloon ki tarah
are mein to ho hoo rota phiru uuuuu
mein to rota phiroon badaloo ki tarah
thandhi aahe bheroon pagloo ki tarah
jane phir kyun rulati hai duniya mujhe
pyar ki aag mein tan badan jal gaya-2
Subscribe to:
Posts (Atom)