Showing posts with label ZAMANA DEEWANA. Show all posts
Showing posts with label ZAMANA DEEWANA. Show all posts

Tuesday, July 26, 2011

Zamaane Ko Ab Tak Nahi

zamaane ko ab tak nahi hai pataa
agar ho gayi hamse koi khataa
kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga
zamaane ko ab tak nahi hai pataa...

dekh na aaisi nazaro se bechain dil ghabraataa hai
bin tujhe dekhe dil par ab chain kahi na aataa hai
chhodo sharaarat karnaa aise mohabbat kar naa
thodaa behak jaane do nazadeek to aane do
deewaane zaraa mujhko itnaa bataa
agar ho gayi hamse koi khataa ...

kyun karen na pyaar hum mauqaa bhi hai tanhaai bhi
dhadkane betaab hain mausam bhi hai angadaai bhi
gori mera dil kab se moti chura lu lab se
baahon mein baahein daalo mujhko gale se lagaa lo
tumhein dekh kar ho rahaa hai nashaa
agar ho gayi hamse koi khataa ...

Soch Liya Maine Aye Mere Dilbar

soch liya maine aye mere dilbar
hai yah vaada kiya maine aye jaan-e-jigar
ek tere siva mujhe aur kisi se pyaar karna nahi
soch liya maine aye mere dilbar ...

dil nahi hai tu dilruba hai tu
mere khayalo ki apsara hai tu
naazani hai tu mahajabin hai tu
dil jise chaahe vo hasi hai tu
mahaboob mere dil ki kasam
mujhe aah bharna nahi
soch liya maine aye mere dilbar ...

Main Agar Pyar Karungi

Main Agar Pyar Karungi Kisi Se
It Will Be Kasam Se Forever And Ever And Ever
Main Bhi Agar Dil Dunga Kabhi Kisi Ko
It Will Be Kasam Se Forever And Ever And Ever
Main Agar Pyar Karungi Kisi Se To Hoga  
Kasam Se Forever And Ever And Ever

Mujhko To Jhutha Lagta Hai Pal Do Pal Ka Pyar
Saari Umar Jo Chaahega Vo Hoga Mera Yaar
Dil Baar Baar Khota Nahi Sabse To Pyaar Hota Nahi
Main Bhi Agar Dil Dunga Kisi Ko
It Will Be ...

Ab Hain Neend Kise

tujhse puchu ek sawaal
bol zara kya hai tera haal
kya meri tarah tu bhi tadapta hai

ab hai neend kise ab hai chain kaha
hosh udaaye tera shabaab
mere sawaal ka de tu jawaab
kya tera dil bhi aise dhadakta hai
ab hai neend kise ...