Showing posts with label AAJ KI RAAT. Show all posts
Showing posts with label AAJ KI RAAT. Show all posts

Friday, July 29, 2011

Kyaa Jaane Amiri

Kyaa Jaane Amiri Jo Garibi Kaa Mazaa Hai
Daulat Unhein Di Hai To Hamein Sabr Diyaa Hai

Din Kushi Kaa Chhup Gayaa

Din Kushi Ka Chhup Gaya
Raat Gam Ki Aa Gayi - 2
Pyaar Ke Jahaan Mein
Dard Ban Ke Chhaa Gayi - 2
Din Kushi Kaa Chhup Gaya
Raat Gam Ki Aa Gayi - 2

Yaad Aa Ke Rah Gayi Pyaar Ki Kahaaniyaan
Aansuyon Mein Bah Gayin
Pyaar Ki Kahaaniyaan - 2
Pyaar Ban Ke Jo Khili
Wo Kali Murajhaa Gayi - 2

Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawaan

Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawaan - 2
Aaj Ki Raat
Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawaan
Koyi Dekhe Meri Duniyaa Kaa Samaan - 2
Aaj Ki Raat
Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawaan - 2
Aaj Ki Raat