Showing posts with label AAJA NACHLE. Show all posts
Showing posts with label AAJA NACHLE. Show all posts

Friday, July 29, 2011

Soniye Mil Ja

Patang Sang Ud Gaya Bachpan, Jhanak Jhanak Mann, Dagar Suhani Re
Ladakpan Aaya Aab Toh Kasak Masak Yeh Kya Mastaani Re
Are Kya Haay Jawaani Ki Hoti Hai Yahi Nishaani Re
Ki Chitwan Tirchi Tirchi Huyi Jaaye, Haan Aayi Jawaani Re
Ho Jawaani Aayi, Saath Mein Laayi
Pawan Ke Sang Sang, Har Ang Chale Hichgole Le Ke
Gagan Ke Rang Se, Ude Hai Takrir
Lagi Humraahi, Chali Purwaayi
Main Hoon Tera Romeo, Tu Meri Hai Wohi Juliate
Are Main Raanjha Tera, Tu Meri Hai Heer

Show Me Your Jalwa

O Bulbul, Bulbul, Bulbul, Bulbul.....
Kahi Sharm Varm Mein Chupi Hun, Aisi Khubiyaan
Kahi Narm Garm Mein Thami Hun, Aisi Khubiyaan
Kahi Chal Dhal Mein Dhabhi Hun, Kahi Josh Mosh Mein Dhiki Hun
Kahi Chal Dhal Mein Dhabhi Hun, Kahi Josh Mosh Me Dhiki Aisi Khubiyaan
Zaamane Ko Bida Kar De, Mujhe Sab Se Juda Kar De
Ohhh Aa Dhikha De Hame Teri Khubiyaan
O Teri Khubiyaan, O Teri Khubiyaan, Teri Khubiyaan
Oh Loot Lenge Hume Teri Khubiyaan
O Teri Khubiyaan, O Teri Khubiyaan, Teri Khubiyaan
Show Me Your Jalwa, Show Me, Show Me Your Jalwa.........

O Re Piya

o re piya tarse jiya - 2
o re piya mera tarse jiya, kyon tu na aaye re
naina tarse pal pal barse, tujhe bulaaye re
o re piya

Koi Pattar Se Naa Maare

Laila Ki Saans Ki Dor Bandha Woh Deewana Woh Majanu Hai
Woh Hosh Nahi Behosh Baawara Nahi Jaanta Woh Kyon Hai
Behosh Use Rehne Do, Ki Hosh Mein Woh Aayega
To Neend Mein Usaki Laila Ka, (Woh Khwaab Tut Jayega - 3)
(Koi Patthar Se Na Mare - 2, Mere Deewane Ko, Deewane Ko) - 2
So Hi Lene Do, Uska Dard Yehi Hai, Dawa Yehi Hai
So Hi Lene Do, Uska Din Yehi Hai, Jahaan Yehi Hai
So Hi Lene Do, Ki Woh Jag Pada To Dar Jaayega
Phir Bilak Jaayega Ki Phelu Mein Laila Nahi Hai
Maut Bhi Ghabraayegi - 2 Paas Mein Aane Ko
(Koi Patthar Se Na Mare - 2, Mere Deewane Ko, Deewane Ko) - 2

Ishq Huwa

(Hulcul Huyi Zara Shor Huwa, Dil Chor Huwa Teri Or Huwa - 2
Aisi Chale Jab Hawa, Ishq Huwa Hi Huwa - 2) - 2
Ishq Huwa Haaye - 2

Is Pal Main Hoon Ya Tum

Is Pal Main Hoon Ya Tum Bhi Ho, Ya Dono Hoke Bhi Na Hain
Kyun Ho, Kya Ho, Ho Bhi Ki Na Ho, Ya Kehna Sunana Mana Hain

AAJA NACHLE

Mera Jhumka Utha Ke Laaya Re Yaar Ve, Jo Gira Tha Bareli Ke Bazaar Me
Main To Thumka Lagaake Sharma Gayi
Boli Ghoongar Bandha Denge Mein Aa Gayi
Mujhko Nachaake Nachle, Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nachle
Jhanak Jhanak Jhankaar
O Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nachle, Abb To Luta Hai Baazar
Sabko Bhulaake Nachle, Aaja Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nachle
Jhanak Jhanak Jhankaar
O Nachle Nachle Mere Yaar Tu Nachle, Abb To Luta Hai Baazar