Showing posts with label AANA DOBARA. Show all posts
Showing posts with label AANA DOBARA. Show all posts

Monday, August 1, 2011

New Nanaji Mix

Kal Ki Nahi Yeh Kai Saal Purani Hain
Meri Nahi Yeh Mere Naani Kahaani Hain
Naani Ko Dekhne Jo Gaye The Naana
Na Na Nasha Na Na Nanana Na Na
Nanaji Ne Pehna Kurta Jaalidar Tha
Sar Pe Bhi Kolhapuri Pheta Sawaar Tha
Mashalla Hothon Ne Tha Muchon Ko Sambhala
La La La Hu Lala Ah Lala La
Jin Pehar Mein Thi Naani Sharmaai Si
Hothon Ki Laali Jaise Galon Tak Aayi Si
Aaise Mein Saamne Jo Baithe Mere Nana
Na Na Nasha Na Na Nanana Na Na
Nanaji Ko Bola Jo Nanaji Ke Nanaji Ne
Na Na Ghabrana Bete Ladki Ke Saamne
Putchho Puchhna Jo Kutch Khullam Khulla

Kabhi Kabhi Sochta Hoon Main

Kabhi Kabhi Sochta Hu Main
Kya Hu Main Tere Bina
Thame Thame Zindegi Yehi Bole
Tu Hai Mera Jaha
Bhigi Bhigi Ye Hasi Tere
Jo De Jene Ki Dua
Nahi Nahi Saas Le Nahi Sakta
Main Tere Bina

Hiphop Mahive Remix

(If You Want To Be A Popstar Bollywood
You Got To Dress Like A Fool From Hollywood
What You Know About The Music Doesnt Matter A Lot
But You Got To Look Sexy Hip And Hop) - 2
Hindi Bolna Haai Toh Firangi Bol
Sing Whatever You Want But With The Dhol
You Want A Hit Song There Is A Simple Way
Start The You Want But End With Maahive Maahive

Band Stand Mix

Mumbai Mein Pyar Karne Ki Jagah Kaha Hoti Hain
Aur Jagah Bhi Mil Jaaye Toh Waqt Kaha Hota Hain
Khair Waqt Bhi Mil Jaaye Aur Jagah Bhi Bandra Ka Band Stand Ho
Toh Pata Hai Kya Hota Hain

AANA DOBARA

Beeta Hua Pal Kabhi Gujarta Nahi
Woh Sehma Hua Sa Baitha Rehta Hai
Raaste Ke Kisi Pichle Mod Par Zinda
Uske Bhi Jazbaat Hote Hai
Aur Kutch Armaan Bhi
Gujar Toh Main Jaata Hu
Kisi Musafir Ki Tarah
Aur Woh Beeta Pal Wahi
Meri Raah Takta Kisi Ped Ki Tarah