Tuesday, July 26, 2011

Darling Hain NA Bolo

Ho, Karegaa Zamaanaa Kyaa
Sach Ko Chhupaanaa Kyaa
Duniyaa Ko Aao Batalaa De
Karegaa Zamaanaa Kyaa
Sach Ko Chhupaanaa Kyaa
Duniyaa Ko Aao Batalaa De
Tum Ho Mere, Ham Hain Tere
Daarling, Hai Na Bolo Hai Na...



Meraa Sab Kuchh Tere Liye
Teraa Sab Kuchh Mere Liye
Bolo, Bolo...
Meraa Sab Kuchh Tere Liye
Teraa Sab Kuchh Mere Liye
Aakhir Ko Hai...
Haan, Aakhir Ko Hain Bivi Miyan
Daarling, Hai Na Bolo Hai Na...

Aaye Hue Badii Duur Se Hain
Ham To Yahaan Maii-Juun Se Hain
Aaye Hue Badii Duur Se Hain
Ham To Yahaan Maii-Juun Se Hain
Aur Aaj Hii...
Aur Aaj Hii, Hai Vaapasii
Daarling Hai Na Bolo Hai Na...

No comments:

Post a Comment