Thursday, August 4, 2011

Kabhi Aar Kabhi Paar

Kabhee Aar, Kabhee Paar, Laagaa Teer-Ye-Najar
Saiyyaa Ghaayal Kiyaa Re, Toone Moraa Jigar


Ja Ja Bewafa

Ja Ja Ja Ja Bewafa
Kaisa Pyar Kaisi Preet Re
Tu Na Kisi Ka Meet Re
Jhoothi Tere Pyaar Ki Qasam
Ja Ja Ja Ja Bewafa ...


Hoon Abhi Main Jawan

Hoon Abhi Main Javaan Ai Dil
Behosh Hoon Bin Piye, Kal Ka Bhi Gham Kis Liye
Hoon Abhi Main Javaan Ai Dil...

Baabuji dhire chalna

Baabuji Dhire Chalna, Pyaar Mein Zara Sambhalna
Haa Bade Dhokhe Hain, Bade Dhokhe Hain Is Raah Mein,
Baabuji Dhire Chalna.

Baabuji dhire chalna,

Baabuji Dhire Chalna, Pyaar Mein Zara Sambhalna
Haa Bade Dhokhe Hain, Bade Dhokhe Hain Is Raah Mein,
Baabuji Dhire Chalna

Aaisa Kaise Hoga

Gee: Are Na Na Na Na Na Na Toba Toba
Yes Tauba And Not Tauba
Main Na Pyaar Karungi
Main Na Pyaar Karungi Kabhi Kisise
Toba Re Balam Toba Toba



Kuch Bhi Na Kaha

Is Mehfil Mein Dil Hi Dil Mein Aapse Jaaneman
Kuch Bhi Na Kaha Kuch Keh Bhi Gaye
Kuch Bhi Na Kaha Kuch Keh Bhi Gaye
Kuch Kehte Kehte Reh Bhi Gaye
Kuch Kehte Kehte Reh Bhi Gaye
Is Mehfil Mein Dil Hi Dil Mein Aapse Jaaneman
Is Mehfil Mein Dil Hi Dil Mein Aapse Jaaneman
Kuch Bhi Na Kaha Kuch Keh Bhi Gaye
Kuch Bhi Na Kaha Kuch Keh Bhi Gaye
Kuch Kehte Kehte Reh Bhi Gaye
Kuch Kehte Kehte Reh Bhi Gaye
Is Mehfil Mein Dil Hi Dil Mein Aapse Jaaneman
Is Mehfil Mein Dil Hi Dil Mein Aapse Jaaneman
Kuch Bhi Na Kaha Kuch Keh Bhi Gaye
Kuch Kehte Kehte Reh Bhi Gaye

Ishq To Jadoo Hai

Pyar Se Nazar Mili To Pyar Ho Gaya
Mera Dil Deewana Bekarar Ho Gaya
Pyar Se Nazar Mili To Pyar Ho Gaya
Mera Dil Deewana Bekarar Ho Gaya
Rafta Rafta Dheere Dheere Chaahate Badi
Cha Gaya Ajeeb Sa Nasha
Ishq To Jadoo Hai Jadoo To Jadoo Hai
Jadoo Chal Jaata Hai, O Sanam
Ishq To Jadoo Hai Jadoo To Jadoo Hai
Jadoo Chal Jaata Hai, O Sanam
Pyar Se Nazar Mili To Pyar Ho Gaya
Mera Dil Deewana Bekarar Ho Gaya
Rafta Rafta Dheere Dheere Chaahate Badi
Cha Gaya Ajeeb Sa Nasha
Ishq To Jadoo Hai Jadoo To Jadoo Hai
Jadoo Chal Jaata Hai, O Sanam
Ishq To Jadoo Hai Jadoo To Jadoo Hai
Jadoo Chal Jaata Hai, O Sanam

Dil Gaya Kaam Se

Kisiki Nigahon Se Yeh Khwaab Churata Hai
Kisike Khayalon Ko Khyalon Mein Chupaata Hai
Kisiki Nigahon Se Yeh Khwaab Churata Hai
Kisike Khayalon Ko Khyalon Mein Chupaata Hai
Raaton Ko Jagata Hai
Din Mein Satata Hai
Bechain Hai Shaam Se
Ho Dil Gaya Gaya Gaya Kaam Se
Dil Gaya Gaya Gaya Kaam Se
Kisiki Nigahon Se Yeh Khwaab Churata Hai
Kisike Khayalon Ko Khyalon Mein Chupaata Hai
Raaton Ko Jagata Hai
Din Mein Satata Hai
Bechain Hai Shaam Se
Dil Gaya Gaya Gaya Kaam Se
Hey Hey Dil Gaya Gaya Gaya Kaam Se

Barsaat

Kal Bade
Kal Bade Zor Ki Is Shaher Mein Barsaat Huvi
Ek Ladki Se Meri Pehli Mulakat Huvi
Ek Ladki Se Meri Pehli Mulakat Huvi
Kal Bade Zor Ki Is Shaher Mein Barsaat Huvi
Ek Ladki Se Meri Pehli Mulakat Huvi
Kal Bade Zor Ki Is Shaher Mein Barsaat Huvi

Aisi Ankhen Nahi Dekhi

Aisi Aankhen Nahin Dekhi
Aisi Aankhen Nahin Dekhi
Aisa Kajal Nahin Dekha
Aisa Jalwa Nahin Dekha
Aisa Chehra Nahin Dekha
Jab Yeh Daaman Ki Hawan De
Aag Jungle Mein Laga De
Jab Yeh Sehrao Mein Jaaye
Ret Mein Phool Khilaye
Aisi Duniya Nahin Dekhi
Aisa Manzar Nahi Dekhi
Aisa Aalam Nahi Dekha
Aisa Dilbar Nahin Dekha
Uske Kangan Ka Khalakna
Jaise Bulbul Ka Chehakna
Uske Pazeb Ki Cham Cham
Jaise Barsaat Ka Mausam

Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai

Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Raat Khwaabon Mein Bekarari Mein
Hosh Mein Dilbar Ya Khumari Mein
Dil Mera Kehta Hai Baar Baar
Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Raat Khwaabon Mein Bekarari Mein
Hosh Mein Dilbar Ya Khumari Mein
Dil Mera Kehta Hai Baar Baar
Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai
Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai

Pa Laagoon Kar Jori Re

Pa Laagoon Kar Jori Re
Shyaam Mose Na Khelo Hori
Ho Shyaam Mose Na Khelo Hori
Pa Laagoon Kar Jori Re
Shyaam Mose Na Khelo Hori
Mere Shyaaa A A A M
Mere Shyaaa A A A M
Mose Na Khelo Hori

Main Teri Tu Mera Dono Ka

Ha Ha
Main Teri, Tu Mera
Donon Ka Sang Sang Ho Basera
Chhod Ke Mujhako Kidhar Chale
Bichhade Dur Huye
Main Teri, Tu Mera
Donon Ka Sang Sang Ho Basera

Bahake Bahake Ye Jazbaat

Bahake Bahake Ye Jazbaat Pahala Pyaar ( Kawari Raat Aap Ke Saath )-2
Aap Ke Saath Aap Ke Saath Aap Ke Saath
Mahake Mahake Yeh Lamhaat
Pahala Pyaar Kawari Raat Aap Ke Saath
Aap Ke Saath Aap Ke Saath Aap Ke Saath

Tu Yaad Na Aaye Aaisa Koi Din Nahi

Tujhe Bhul Jana Jaana Mumkin Nahi - 3
Tu Yaad Na Aaye Aaisa Koi Din Nahi - 2
Tujhe Bhul Jana Jaana Mumkin Nahi - 2
Tu Yaad Na Aaye Aaisa Koi Din Nahi - 2
Tujhe Bhul Jana Jaana Mumkin Nahi - 2
Tu Yaad Na Aaye Aaisa Koi Din Nahi
Tujhe Bhul Jana Jaana Mumkin Nahi - 2
Tu Yaad Na Aaye Aaisa Koi Din Nahi

Naam Hain Tera Tera

Dil Ki Surkh Deewaron Pe - 2
Deewaron Pe
Naam Hain Tera Tera - 6
Dil Ki Surkh Deewaron Pe
Deewaron Pe
Naam Hain Tera Tera -

Chahe Gila Karo Chahe Shikwa Karo

Chaahe Gila Karo
Chaahe Shikwa Karo
Jaise Milte The Waise Mila Karo
O Jaane Tamanna
Tum Duur Duur Duur Na Rehna - 2
(Chaahe Gila Karo
Chaahe Shikwa Karo
Jaise Milte The Waise Mila Karo) - 2
O Jaane Tamanna
Tum Duur Duur Duur Na Rehna - 4

Bas Tum Ho

(Mere Lamhon Ki Arzoo
Meri Tanhaai Ke Saathi) - 2
Bas Tum Ho - 4
Mere Khwaabon Ki Justju
Meri Chahat Ke Rehnuma
Bas Tum Ho - 4


Muhabbatein Lutaaunga

Mohabbatein Lutaaunga
Main Chhed Ke Mann Ka Saans Saans
Phir Gaaunga
Phir Sab Ke Dil Ko Aaj Aaj, Behlaoonga
Is Manzar Ko Is Pal Ko Bhool Na Paoonga
Main Bhool Ise Na Paoonga